Alexandrine Raw Parrot – Fully Hand Tame – Mithu – Hafizabad
₨ 27,000
Age: 2 years | Gender: Male
Assalam-o-Alaikum!
Mera Pyara Mithu For Sale Hai – Alexandrine Raw Parrot
Age: Takreeban 2 Saal
Bohat Hi Pyara Aur Healthy Hai
Fully Hand Tame Hai, Hath Pe Bethta Hai, Hath Se Khata Hai
Darta Bilkul Nahi Hai
Seeb, Sunflower Seeds Shouq Se Khata Hai
Bolne Ki Koshish Karta Hai, Dhoop Me Rehne Ka bhi Aadi Hai
Bilkul Active Aur Playful Hai
Price: 27,000
Location: Hafizabad, Punjab
Sirf Serious Buyer Rabta Karein, Time Pass Wale Door Rahein
Aa Kar Dekh Kar Le Jayein, Video Call Pe Bhi Dekh Sakte Hain or Punjab ma delivery bhi ho jaye gi





















